Invention ki duniya me logo lo calculation karni padti hai, isme
walframa alpha help kar sakta hai. Agar aap search engine me koi letter type
karenge to website ki kist ke bajaye important information nazar aayegi.
Answer dot com apke har sawal ka jawab deta hai. Yeh website apke
liye alag alag source se information collects karti hai or unhe aik sath
display karti hai.
Social media ke badte craze ke bich me search ko social media se
connect karne ke liye aap SCOUR dot com ki help le sakte hai.
Is search engine ki khasiyat yeh hai ki yeh bade search engine
jaise Goole, Yahoo, or Bing ke result ko aik sath display karta hai. Iska use
karne ke baad alag alag search engine par jane ki jarurat nahi padti.
Agar aap internet par kisi special person ko search kar rahe hai
to is website ki help le sakte hai.
Jab aap create gallery button par click karenge to yeh gallery
ready kar dega. Aap us gallery me photo upload karne ke baad link ko un sabhi
friends ke sath share kar sakte hai jinhone apne camera se us event ki photo
click kit hi. We sabhi us gallery me photo upload kar denge. Is tarah se aik hi
gallery mewe sabhi photo se mil jayenge jo aik event ke alag alag logo dwara
khiche gaye.
Agar aap din bhar breaking news par nazar rakhana chahte hai to
idhar udhar jane ki jarurat nahi hai. Apne smartphone me Newshunt Apps download
karke install kar le. Newshunt apko 12 languages me 80 se jyada local news
paper available karwata hai. Aap news ko facebook par share bhi kar sakte hai.
Comments